UNDER CONSTRUCTION - PLEASE BE PATIENT
Kaesa charcha karun
Kaese charcha karun tere uttam pyaar ka
Na koi ant ya seema tere prem ka dhaar ka
Papon par vijay paya tera prem udhaar ka
Tu sachcha Prabhu hae prem ka bandhaar ka
Tere shabdo hae chok, hirday katne talwaar ka
Paapi dil kat-thi shabd jo hae chok dodhaar ka
Mae tha khoya hua bher, idhar udhar lachaar ka
mere papo ke mutabiq na kiya mujse tu vewhaar ka
Jab ki pachta taap apne papo se sab haar ka
Tune di muafi aur ki mere naiya uss paar ka
Tu hae khayi dhant us krus par mere papo ka maar ka
Tune banaya mujko beta apna pariwaar ka
Kaese charcha karun tere anokha pyaar ka
Wada hae jo sangati ka, sachcha yaar ka
Kitne bhaaghyemaan hae jiska chaal tere Vichaar ka
Har kadham, yojhna rahega unka Hoshyaar ka
Kaesa gahera tera prem beshumaar ka
Pardesi tha mae tere raj se, mae bahaar ka
Latak raha tha papo se narak ke Karaar ka
Tab suna mae tere boli, prem ka pukaar ka
Kaesa asthik aur stirr hae tera prem baar baar ka
Nahi diya mujko dand tere niyay ka qhaar ka
Banaya mujhko suntaan tere sundar dwaar ka
Lajawab hae tere daya, tere prem dildhaar ka
Bolo Yeshu Masih ki jay
Wohi hae yogya mera jay jay kaar ka